baat bahut purani hai, in phulon mein chipi kahani hai,
ek din ek bhanvre ko ek phool se pyar hua,
agle din phir milne ka ekrar hua....
ishwar ka hua mayajal; agle din use ek nahi hazaron phool mile ek saman.............
bhanvra yeh samajh na paya , ishwar ne jane kyun yeh khel rachaya..
tab us vrikch ne bhanvre ko batlaya,
usne aisa hi sansar rachaya,
man ki gati koi jaan na paya,
par swaym mein hin use rokne ka samrthya banaya.
mira ko kan kan mein shyam nazar aaya
isi karan usne khud ko usme samaya...
sacchi nishtha hi hai jivan ka saar,
toh phir milenge us ambar ke paar!!!!!!!!!!!!!

OMG NEVER KNEW U R WRITER ASHISH
ReplyDeletewaah amit jabardast.. kya baat hai.. naya naya talent nikal k aa raha hai tumhara..
ReplyDeleteVery Nice Amit.. Keep it Up.
ReplyDeletekya baat hai...bhavre ko phool mila ki nahi ? man ki ankho se dekhna ata hai kya use ?
ReplyDelete